Wednesday, August 17, 2011

Dil aakhir tu kyu rota hai? Duniya main yehi hota hai...

Obviously, things dont always go the way we want...
There are times we have to put a heavy strong on our heart and make some tough choices... I probably going to have to do that soon enough...

Usi ke baare main sochte hua, yeh mujhe yaad aaya... quite apt I thought, so sharing the same... my fav line being, 'Dil tu aakhir kyu rota hai? Duniya main aisa hi hota hai...' :(

Jab jab dard ka baadal chaya
Jab ghum ka saya lehraya
Jab aansoo palkon tak aya
Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya
...Dil aakhir tu kyun rota hai ?
Duniya mein yunhi hota hai...

Yeh jo gehre sannaate hain
Waqt me sabko hi baante hain
Thoda ghum hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekaar hi namm hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai ?
Dil aakhir tu kyun rota hai...

No comments: